MCent App से पैसे कैसे कमाए
Hello Friends, Aaj ka hamara
topic ‘mCent App se paisa kaise kamaaye’ se related hai. Ji ha dosto ager aapke
pass android mobile ha to aap bhi mCent App ka use kar aasani se Rs 20000 ya is
se bhi jada paisa kama sakte hai.
mCent se kamaye paise se aap
Free Recharge kar sakte hai ya apne friends ka recharge kar badle mai aap unse
recharge ho jane ke baad paise le sakte hai.Ager aap bhi mCent App se paisa
kamana chahte hai to aapko hamare bataye sabhi step ko follow karna hoga tabhi
aap mCent se unlimited earning kar sakte hai. Jaise ki aap jante hai paisa
kamana kitna muskil hota hai aapko free mai koi bhi paisa nahi deta aapko uske
liye ya to physical hardwork karna padta hai ya mind se smart work mCent App se paisa kamane ke liye aapko smartwork
hi karna hai. Aap din mai sirf ek ganta ya us se bhi kam time ager mCent par
use kar rahe hai to ye aapko definitely profit jarur dega aap jada nahi to apne
mobile ka par month ka 1500,2000 ka recharge ka karcha to nikal hi sakte hai or
ager aap is par jada time lgate hai to aap Rs 20000 ya is se bhi jada earn kar
sakte hai.
mCent App kya hai or mCent se paisa kaise kamaya jata hai
mCent App Android mobile users ke
liye banaya gya app hai jiska use Android mobile mai hi hota hai. Ager aap bhi
android mobile user hai to aap bhi is app ka use kar aasani se Free Recharge
kar sakte hai. mCent App mai Refer,Bonus or App Download Based par earning hoti
hai.Jab aap mCent App se kisi app ko download karte hai to aapko mCent balance
milta hai, sath hi aap bonus or mCent App ko Facebook,Whatsapp etc par share
karte hai or koi person aapke link se app ko download karta hai or mCent App ko
Active karta hai to aapko mCent dwara referral commission diya jata hai. Ye
referral commission Rs 40 to Rs 50 tak mil sakta hai. Ager aapke share kiye
gaye link se din mai 10 person bhi app ko download kar app ko active karte hai
to aapko minimum Rs 400 to Rs 500 mil jate hai. jinka use aap free recharge mai
kar sakte hai.
mCent App ko Install kaise kare
ü
mCent App ko
Install karne ke liye aap download button par click kare.
ü
Download button
par click karte hi aap Playstore mai phuch jayege.
ü
Playstore se App
ko download kare or App ke Complete install hone ka wait kare.
ü App ke
complete install ho jane ke baad aapko mCent app par Account Create karna hai
ü
Ab aap mCent App
ko open kare or SignUp button par click kare
ü
Sign Up Button
par click karte hi ek Form Page open hoga. Aapko usme apni puri detail fill
karni hai
ü
Apko us form mai Country, Mobile Number,
language fill karni hai or Password Create karna hai
ü
Form ko Complete
Fill karne ke baad aap Sign Up par click kare
ü
Jaise hi aap Sign
Up par click karte hai ek verification code page open hoga or aapke mobile
number par mCent se ek SMS mai Code aayega. Aapko us code ko is page mai dalna hai.
ü
Code dalne ke
baad Conform Button par click kare.
ü
Conform Button
par click karte hi aapka Account Create ho jayega
ü
Ab aap mCent App
mai Login kar app ka use kar sakte hai
ü
Aap mCent App ka
use kar easily ‘App Download, Bonus, or Refer’ kar paisa kma sakte hai.
Final Word…
To
is tarah aap bhi mCent App ka use kar aasani se paise kma sakte hai.
Gyani
Master team ke dwara aapko is post ke jariye ‘mCent App se paise kaise kamaya
jaye’ ki important information di gayi hai. Aap is post ke step ko follow kar
aasani se paisa kma sakte hai.
Ager
aapko fir bhi mCent App se related koi confussion hai to aap Gyani Master team
se comment ke jariye discuss kar sakte hai.
Ager
aapko is post mai di gayi jankari achi lagi hai to aap is post ko share jaroor kare or hamse judne ke liye aap
Gyani Master facebook page par like kare. Aap Twitter, Google Plus se bhi hame
Follow kar sakte hai
Kya paise kmane ke liye shoping jruri hi kya
ReplyDelete