Google Map se Real Time Location Share Kare
Google Map
se real time location share karna
bahut easy hai. Ager aap kisi Important
Place , Historical
Place , ya ager aap rasta bhul gaye hai to aap
Google Map ke is feature ka use kar sahi rasta ya fir apni location ko apne
friend’s ko share kar sakte hai. Google
Map Real Time Location Feature aaj ki date mai bahut useful Feature Ban Sakta hai. bass aapko iske
use ka Pta hona Jaroori hai. Kyuki ager is feature ka aapko achi trah use karna aa gya to is feature ka aap unknown place, ya or bhi jaroorat ki jagah par asani se use kar sakte hai.
Google Map Real Time Location Feature Kya hai ?
Google Map ne apni Application
mai kuch hi time pahle Google Map Real Time Location Feature joda hai. Iski
madad se aap kisi ke sath apni location share kar sakte hai. ye feauture apko
android smart fone or ios mai bhi uplabd hai. aap is feature ki help se google
map ko or bhi advance style mai use kar sakte hai.
Google Map Real Time Location Kaise Share Kare
Google Map Real Time Location
share karne ke liye aapko GyaniMaster.Com ke batahe gaye har step to ache se
samaj kar follow karna hai. ager aapne sabhi step sahi se follow kiye to aap
bhi Google Map Real Time Location Feature Ka Benefit Uta sakte hai.
1.
Sabse Pahle apne
Smart Fone mai Google Map ko open kare.
2.
Google Map open
karne ke baad tin line vale Menu Button ko click kare. Click karne ke bad niche
aapko share Location Feature dikahi dega
3.
Get Started par
Click Karne ke baad aap ye bhi cun sakte hai ki kitni der ke liye contact ke
sath location share karna hai. yaha aap 15 minute se lekar 3 days ke liye
location share kar sakte hai. Sath hi aapko location share karne ke sath trun
off ka bhi option milega jiska use kar aap share feature ko jab chahe band kar
sakte hai.
4.
Iske Baad Aap us
contact ko cun le, Jis Person ke sath aapko location share karni hai, Jo abhi
aapki contact list mai filhal nahi hai, to vaha par diye gaye add contact Icon
mai click kar jis kisi person se bhi aapko Real time location share karni hai
jod sakte hai.
5.
Iske baad
aapko frequent Contact ka option dikayi
dega ya fir aap select people par jakar jis contact ke sath location share
karna hai, us contact ko jod kar location share kar sakte hai.
Final Word…
Friend aapko Google Map Real
time Location ki jankari kesi lagi, umid karta hu aapko ache se samaj aaya
hoga. Ager aapko kahi par bhi jra se bhi confused hai to aap coment ke jariye
hamse puch sakte hai. aapko ache se samjaya jayega.
Ager Aapko Google Map Real
Time Location Ki Jaankari Pad Kar Kuch New Sikne ko mila hai to please is post
ko share kar apne dosto ko bhi padne ka moka de.
No comments:
Post a Comment